Гуру Песен Популярное
А Б В Г Д Е Ж З И К Л М Н О П Р С Т У Ф Х Ц Ч Ш Э Ю Я
# A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z

Saawariya - Yoon Shabnami song | Текст песни

Yoon shabnami pehale nahi thi chandini
Chand woh bharma gaya, tujko dekha tho sharma gaya
Woh churane laga hai nazar
Yoon shabnami pehale nahi thi chandini

hooho Yoon shabnami pehale nahi thi chandini
Chand woh bharma gaya, tujko dekha tho sharma gaya
Woh churane laga hai nazar
Yoon shabnami

Dehko chaand aaya, chaand nazar aaya
(Dehko chand aaya, chaand nazar aaya – 2
Aaya aaya aaya chaand aaya sharmaya
Ha ji ha aaya aaya, aah aah ji aaya sharmaya) chorous
Tu bhi aaja, saawariya
(aaya aaya aaya dehko chaand nazar woh aaya
dehko chaand nazar dehko dehko ji
chaand nazar woh aaya
sharmaya aaya aaya chaand aaya sharmaya) chorous

Dheere dheere aake hawa gunguna ke
Har khabar de tumhari
Kaisa yeh nasha hai, nazar mein gula hai
Har ghadi hai khumari
Nashe mein kadam mere udar kabhi idar
Gum sum nazar, jaye kidhar
Kho gaye tujh mein hum is kadar
Yoon shabnami pehale nahi thi chandini
ohhoo Yoon shabnami pehale nahi thi chandini
Chand woh bharma gaya, tujko dekha tho sharma gaya
Woh churane laga hai nazar
Yoon shabnami


Другие названия этого текста
  • Saawariya - Yoon Shabnami song (0)
  • Saawariya 2007 - Yoon Shabnami (0)
Статистика страницы на pesni.guru ▼
Просмотров сегодня: 1
Видео
  • Yoon Shabnami song - Saawariya movie Yoon Shabnami song - Saawariya movie
    Ranbir Kapoor, Sonam Kapoor, Music: Monty Sharma.
  • Yoon Shabnami - Saawariya Yoon Shabnami - Saawariya
    "Yoon Shabnami" by Monty Sharma;Parthiv Gohil (Google Play ... so melodious song, i had ...
  • Anurag Sharma Sings Yoon Shabnami (Saawariya ... Anurag Sharma Sings Yoon Shabnami (Saawariya ...
    Anurag Sharma Sings Yoon Shabnami (Saawariya). Anurag Sharma ... Zara sa work aur karo ...
  • Yoon Shabnami Karaoki with Lyrics Yoon Shabnami Karaoki with Lyrics
    Published on Apr 22, 2014. Yoon Shabnami. Music. "Yoon Shabnami" by Monty Sharma ...