Jhuke tere aage sar Teri godh mera ghar Hai tujhe Salaam India
Mushqil waqt me bhi hum na khoyen hosla Milke saath chalne ka youn kar le faisla Mitti hum jo choome to milta josh hai Bas teri hi khaatir jaan ye sarfarosh hai Jeet ka jashan hum manayenge Aasmaan tiranga sajana aaj hai Shaan se sabhi ko batayenge Jeet lenge ye saara jahaan
Jhuke tere aage sar Teri godh mera ghar Hai tujhe Salaam India
Jhuke tere aage sar Teri godh mera ghar Hai tujhe Salaam India
Indiaaa Indiaaa
Ho abr se irrade hon Koshishon ke waade hon Manzil milegi chaahe raahein ho khafa

Desh ye sikhata hai himmatein badhata hai Thhokar se gir ke na tu rukna bewajah Tera ye watan kar kuch bhi jatan Tu jaan bhi is pe lutta de tu Darr ko dara ke raggo mein fateh ka josh jaga
Arsh ki udaane lagani hain In hawaaoon ka rukh badalna aaj hai Desh ye ibbadat humari hai De tu aaj ye sab ko bataa
Jhuke tere aage sar Teri godh mera ghar Hai tuje Salaam India