Tujhse naaraz nahiin zindagi Hairaan hoon main O hairaan huun main Tere masum sawaalon se Pareshaan hoon main O pareshaan hoon main Tujhse naaraz nahiin zindagi Hairaan hoon main O hairaan huun main Tere masum sawaalon se pareshaan hoon main O pareshaan hoon main
Jeene ke liye sochaa hi nahi Dard sambhaalane honge Jeene ke liye sochaa hi nahi Dard sambhalane honge Muskuraaye to muskuraane ke Karz utarne honge Ho muskurauun kabhii to lagataa hai Jaise honthon pe karz rakha hai Tujhse naaraaz nahiin zindagi Hairaan hoon main O hairaan huun main
Zindagi tere gam ne hamein Rishte naye samajhaye Zindagi tere gam ne hamein Rishte naye samajhaaye Mile jo hamein dhoop mein mile Chaanv ke thande saaye Ho tujhse naaraaz nahin zindagi Hairaan hoon main O hairaan huun main
Aaj agar bhar aai hain Boondein baras jaayengi Aaj agar bhar aai hain Boondein baras jaayengi Kal kyaa pataa inke liye Aankhein taras jaayengi Ho jaane kab gum hoya kaha khoyaa Ek ansuun chhupaake rakhaa thaa Ho tujhse naaraaz nahin zindagi Hairaan hoon main O hairaan huun main Tere masum sawaalon se Pareshaan hoon main O pareshaan hoon main O pareshaan hoon main O pareshaan hoon main.