Suraj Hua Maddham (х/ф И в печали И в радости)[Chyra Music]
suraj hua maddham, chaand jalne laga Aasmaan yeh hai, kyon pighalne laga Main tehraa raha, zameen chalne lagi Dhadka yeh dil, saans thamne lagi Oh, kya yeh mera pehla pehla pyar hai Sajna, kya yeh mera pehla pehla pyar hai suraj hua maddham, chaand jalne laga Aasmaan yeh hai, kyon pighalne laga Main tehraa raha, zameen chalne lagi Dhadka yeh dil, saans thamne lagi Haan, kya yeh mera pehla pehla pyar hai Sajna, kya yeh mera pehla pehla pyar hai Hai khubsoorat yeh pal, sab kuch raha hai badal Sapne haqeeqat mein jo dhal rahe hain Kya sadiyon se puraana, hai rishta yeh hamaara Ke jis tarah tumse hum mil rahe hain Yunhi rahe har dum, pyaar ka mausam Yunhi milo humse, tum janam janam Main tehraa raha, zameen chalne lagi Dhadka yeh dil, saans thamne lagi Haan, kya yeh mera pehla pehla pyar hai Sajna, kya yeh mera pehla pehla pyar hai Tere hi rang se yun main to rangeen hoon sanam Paake tujhe khud se hi kho rahi hoon sanam O, maahiya, ve tere ishq mein haan doobke Paar main ho rahi hoon sanam Saagar hua pyaasa, raat jagne lagi Sholon ke dil mein bhi, aag jagne lagi Main tehraa raha, zameen chalne lagi Dhadka yeh dil, saans thamne lagi Oh, kya yeh mera pehla pehla pyar hai Sajna, kya yeh mera pehla pehla pyar hai Jalta rahe suraj Chand rahe maddham ye khwaab hai mushkil na mil sakenge hum