tere naina… has diye bas gaye mere dil mein tere naina tere naina… has diye bas gaye mere dil mein tere naina
mere dil mein jo armaan hai paas aake zara dekho na (dekho na dekho na dekho na…) dil ki taar mein hai sargam chhede hai ab koi anjaana (anjaana anjaana anjaana…)

yeh pyaar ki hai baatein kuch ankahi mulakaatein o aise hi milte hain milkey machalte hain do dil jawaa tere naina… tere naina… has diye bas gaye dil mein tere mere naina
ab dekho mil gaye ho to phirse na kahin kho jaana (kho jaana… kho jaana… kho jaana…) aankhon mein hi rehna bahon mein tum meri so jaana (so jaana… so jaana… so jaana…)

o mere paas tu jo aaye toh khuda mujhe mil jaaye o hothon ko hothon se milne de silne de door na jaa
tere liye charo aur dhoondo maine mil gayi jo tu mujhe mil gaya sara jahaan sara yahaan ab chahu main kya
mere liye sapna tha yeh pyar tera khuli aankhein saamne tha mera liye yaar mere pyaar mere aur chahu main kya
o aise na mujhko sada de… paas aa na tu saza de… o sabse chura lu main jag se chhupa lu main itne paas aa
mere dil mein jo armaan hai paas aake zara dekho na (dekho na dekho na dekho na…) dil ki taar mein hai sargam chhede hai ab koi anjaana (anjaana anjaana anjaana…)
mere dil mein jo armaan hai paas aake zara dekho na (dekho na dekho na dekho na…) dil ki taar mein hai sargam chhede hai ab koi anjaana (anjaana anjaana anjaana…)
yeh pyaar ki hain baatein kuchh ankahi mulakaate o aise hi milte hain milke machlte hain do dil jawaa… tere naina tere naina… tere naina tere naina…