Rehmat khuda kar zara ik dafa Dil dene ka keh zara falsafa Ye naacheez ik cheez uski maange hai tujhse Musafir ye dehleez uski maange hai tujhse Khudaaya tu bata: Kahaan uska pata? Pataa kar. Main uske bina be-pata hoon Be-pata be-pata be-pata hoon
Tezz kyu befiqr mann dhundhal ke melu aaye Lamho ki iss bheed mein Mujhko pal de fursat ke Madmast kambakht fiqrein dikhaye... Oh itraaye
Bas ik khayal uska dil ki fitrat badal de Dil dene ka keh zara falsafa Hai chaha usey shiddaton se yun toot kar ke Woh kyun na mila muddaton se yun rooth kar ke
Khudaaya tu bata Kahaan uska pata? pata kar. Main uske bina bepata hu Bepata bepata bepata hu Khudaaya tu bata: Kahaan uska pata? Pata kar. Main uske bina bepata hu Bepata bepata bepata hu