Гуру Песен Популярное
А Б В Г Д Е Ж З И К Л М Н О П Р С Т У Ф Х Ц Ч Ш Э Ю Я
# A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z

[Shirin Bala] - Yeh mera dil | Текст песни

Yeh mera dil yaar ka deewana
Deewana deewana pyaar ka parwaana
Aata hai mujhko pyaar mein jal jaana
Mushkil hai pyaare tera bachke jaana
Yeh mera dil yaar ka deewana - 2
Dil voh chaahe jisse, chaahe jisse usse paaye
Pyaar voh yaar ke jo naam pe hi mit jaaye
Jaan ke badle mein jaan loon nazraana
Yeh mera dil yaar ka deewana
Deewana deewana pyaar ka parwaana
Pal pal ek halchal, dil mein ek toofaan hai
Aane ko hai voh manzil jiska mujhe armaan hai
Bhool jana tujhe dil ka yeh takraana
Yeh mera dil yaar ka deewana
Deewana deewana pyaar ka parwaana
Aata hai mujhko pyaar mein jal jaana
Mushkil hai pyaare tera bachke jaana
Yeh mera dil yaar ka deewana - 2

[Shirin Bala] еще тексты


Статистика страницы на pesni.guru ▼
Просмотров сегодня: 1
Видео
Нет видео
-