Koi haseena jab rooth jaati hai to Aur bhi haseen ho jaati hai... (2) Tesan se gaadi jab chhoot jaati hai to Ek do tin ho jaati hai
Haathon mein chaabukh, honthon pe gaaliyaan... (2) Badi nakhre waaliyaan hoti hai taange waaliyaan Koi taange waali jab rooth jaati hai to, hai to, hai to Aur namkeen ho jaati hai Koi haseena jab rooth jaati hai to Aur bhi haseen ho jaati hai
Zulfon mein chaiyya, mukhde pe dhoop hai Hey, zulfon mein chaiyya, mukhde pe dhoop hai Bada mazadaar goriye yeh tera rang roop hai Dor se patang jab toot jaati hai to, hai to, hai to Rukh rangeen ho jaati hai Koi haseena jab rooth jaati hai to Aur bhi haseen ho jaati hai Tesan se gaadi jab chhoot jaati hai to Ek do tin ho jaati hai... (4)