Saathiyaa, saathiyaa Pagle se dil ne yeh kya kiya Chun liya, chun liya Tujhko deewane ne chun liya Dil toh uda uda re aasman mein badalon ke sang Yeh toh machal machal ke gaa raha hai sunn nayi si dhun Badmash dil toh thag hai bada Badmash dil yeh tujhse juda Badmash dil meri sune na zid pe ada Badmash dil toh thag hai bada Badmash dil yeh tujhse juda Badmash dil meri sune na zid pe ada
Acchi lagey dil ko mere har teri baat re Saaya tera bann ke chalun itna hai khwaab re Kaandhe pe sar rakh ke tere katt jaaye raat re Beetenge din thaame tere haathon mein haath re Yeh kya hua mujhe mera yeh dil fisal fisal gaya Yeh kya hua mujhe mera jahaan badal badal gaya Badmash dil toh thag hai bada Badmash dil yeh tujhse juda Badmash dil meri sune na zid pe ada Badmash dil toh thag hai bada Badmash dil yeh tujhse juda Badmash dil meri sune na zid pe ada
Neendhein nahin chaina nahin badloon mein karwatein Taare ginu ya main ginu chaadar ke sarwatein Yaadon mein tu khwaabon mein tu teri hi chaahatein Jaaon jidar dhoonda karoon teri hi aahatein Yeh jo hai dil mera yeh dil suna na keh raha yehi Woh bhi kya zindagi hai zindagi ki jis mein tu nahin Badmash dil toh thag hai bada Badmash dil yeh tujhse juda Badmash dil meri sune na zid pe ada Saathiyaa, saathiyaa Pagle se dil ne yeh kya kiya Chun liya, chun liya Tujhko deewane ne chun liya Dil toh uda uda re aasman mein badalon ke sang Yeh toh machal machal ke gaa raha hai sunn nayi si dhun Badmash dil toh thag hai bada Badmash dil yeh tujhse juda Badmash dil meri sune na zid pe ada Badmash dil toh thag hai bada Badmash dil yeh tujhse juda Badmash dil meri sune na zid pe ada