Navatuni aali apsara Navatun aali apsara Ashi sundara saaj saazpunna Aali aali aali, aali ga aali Jaisa maathi maanla gajra Dokyacha nazraa, teel tichyavar Aali aali aee haa Duniya chi pyaari tu Aga naari harniga Aga raani sundaraa haaa Aali ga aali aali ga aali Aali aaliiii
Nazar jo teri laage main deewani hogayi Deewani haa deewani, deewani hogayi Mashoor mere ishq ki kahani hogayi Jo jag ne na maani toh maine bhi thaani Kahan thi main dekho, kahan chali aayi
Kehte hai yeh deewani mastani hogayi Mashoor mere ishq ki kahani hogayi Jo jag ne na maani toh maine bhi thaani Kahan thi main dekho kahan chali aayi Kehte hai yeh deewani mastani hogayi Deewani haa deewani, deewani hogayi
Jakham aisa tune lagaya Deewani...deewani...deewani...deewani hogayi Marham aisa tune lagaya Roohani, roohani, roohani, roohani hogayi Pehchaan mere ishq ki ab to Rawani, rawani, rawani, rawani hogayi
Mashoor mere ishq ki kahani hogayi Kehte hai yeh deewani mastani hogayi Deewani haa deewani, deewani hogayi
Mashoor mere ishq ki kahani hogayi Jo jag ne na maani toh maine bhi thaani Kahan thi main dekho kahan chali aayi Kehte hai yeh deewani mastani hogayi Deewani haan deewani, deewani hogayi
Sab noor noor sa bikhra hai Ek tu hi khayalon mein utra hai Bas jhoom jhoom jhoom jhoom jaata hai dil Tu mastani hai tu deewani hai Paakeza hasti hai teri tu noorani hai Sab noor noor sa bikhra hai Ek tu hi khayalon mein utra hai Sa sa sa sa sa saa ra sararara Sa sa sa sa sa saa ra sararara