Aaja ve aaja ve aaja ah bhi ja (4) Baitha kyun badal peeche Ek baar to aake neeche Aa mujhse aankh meela ve
Tu aas paas rehta hai, phir samane kyun nahi aaha Kyun parde ke peeche , khud ko phire chipata Rehene de ankh micholi, seedhi se bhol tu boli Na tu isharon se samajha…..
Kehne ko to hey chodi Tuj pe har dori saathi Par phir bhi kabhi kabhi re Mein tujhme sama na pati Jiya Dare Jab mera To ye faraz hey tera Thu hi ja mujh mein sama
Mein teri khoj mein nikali Tu meri khoj mein aa ja Tujhe bhi chahat hai meri Yeh kehke mujhe nacha jaa Mein hi kyun pyaar jataun Main hi kyun baat chalaun Tu bhi to baat bada……