Babul pyare sajana sakhare Suno meri maiyya Bhoja nahin main kisi ki sar ka Na majdhaar mein naiyya Patwar banungi Leharon se ladungi Arrey mujhe kya bechega rupaiya Ho.. arrey mujhe kya bechega rupaiya ho ho ho
Kal baba ki ungli ko thame chali thi Kal baba ki laati bhi ban jaaungi Amma tere gharonde ki chidiyan hoon main Daana lekar hi wapas ghar aaungi Jiski fitrat mein hain rat samaayi nahi Jisko daulat se zyada main bhai nahi Aise sajan ke mujhe zaroorat nahin Na kehene ka sunlo muhurat yahin
Akeli chalungi Kismat se milungi Arrey mujhe kya bechega rupaiya Ho.. arrey mujhe kya bechega rupaiya ho ho ho
Dil se dil ke taar toh jude nahin Do rasmon pe daulat ye kahe bahe Hum do pyar ki khwahish mein rishte bune Do rishton mein laalaj hum kahe sahe Kya shaadi ke aage zindagi nahi Jo shaadi hisabo ki keval hai wahi Aise shaadi ki mujhko zaroorat nahin Na kehene ka sunlo muharat yahin
Subaha si khilungi Ratiya si bharungi Arrey mujhe kya bechega rupaiya Ho.. arrey mujhe kya bechega rupaiya ho ho ho