Kaampti hain jaan Naa hai arsh naa zameen hai Khauf koi sarsaraaye Saans tharr-tharr thartharaaye Dekh re bar bhi nahi hai Jayega kahaan? Taakeedein.. Taakeedein..
Iteffaq se teri taak mein Khatra hai firaaq mein Taaqeedein.. Taaqeedein..
Iteffaq se teri taak mein Khatra hai firaaq mein
(Saans tharr-tharr thartharaaye...)
Lamha hai sahma sahma sa Sama hai thehra thehra sa Ki kaisi aafat ki hai yeh dastak Kuchh naa hai pataa
Na koi aas-paas hai Ruki si saans saans hai Nazar jahaan tak jaaye wahaan tak Koi koi bhi hai na...
Ghute hai dum Lage hai kum Bachke nikalne ke mauke Har ek kadam pe maut ke hain dhoke Zindagi rone lagi hai leke siskiyaan Takeedein.. Takeedein..
Iteffaq se teri taak mein Khatra hai firaaq mein Taakeedein.. Taakeedein.. Iteffaq se teri taak mein Khatra hai firaaq mein
Lehar lehar mein zor hai Daba daba sa shor hai Ki kaise khatre ki hai ye aahat Kuchh naa hai pata
Taras-taras ke reh gaye Na sehna tha jo seh gaye Madad ki dil mein lagayi hai ratt Koi bhi hai na...
Dare hain mann Thake hain tann Bachi zara si himmat hai Khabar nahi Ki waqt ki kya fitrat hai Dheere se badhne lagi hain gehraiyaan
Taakeedein.. Taakeedein.. Iteffaq se teri taak mein Khatra hai firaaq mein
Taakeedein.. Taakeedein.. Iteffaq se teri taak mein Khatra hai firaaq mein