Jaane kyun tanha ho gaye, sapne kho gaye, jaane kyun Huye hai woh khafa, begane bewafa Jaane kyun saare woh chaahato ke pal kho gaye, jane kyun
Jaane kyun tanha ho gaye, sapne kho gaye, jaane kyun Huye hai woh khafa, begane bewafa Jaane kyun saare woh chaahato ke pal kho gaye, jane kyun
Dheere dheere sara jag ye begaana, dil ka fasaana anjaana sa lage Dheere dheere koyi apna hai rutha, dil bhi yeh tuta Rishta bhi jhuta sa lage….. Jaane kyun
Haan maana tha saaya apna jise, usine sikhaaya hai hame jalna Kyun aise sheeshe ki tarah se tuta hai aankhon me hi mera sapna Dheere dheere mere sapne suhaane ho ke deewaane kaise thikaane ja lage Dheere dheere koyi apna hai rutha, dil bhi yeh tuta Rishta bhi jhuta sa lage….. Jaane kyun tanha ho gaye, sapne kho gaye, jaane kyun Huye hai woh khafa, begane bewafa Jaane kyun saare woh chaahato ke pal kho gaye, jane kyun
Inn baarishon mein aaja bheege yeh dil Dekhe na koyi aansu jo hai behte Haan aankhon me thodi khushiya chhupake thode ghum bhi hai rehte Dheere dheere mile baarishon ka paani Akhiyon ka paani tab ki kahani na lage Dheere dheere koyi apna hai rutha, dil bhi yeh tuta Rishta bhi jhuta sa lage…… Jaane kyun tanha ho gaye, sapne kho gaye Jaane kyun, huye hai woh khafa, begane bewafa Jaane kyun saare woh chaahato ke pal kho gaye, jane kyun
Jaane kyun tanha ho gaye, sapne kho gaye Jaane kyun, huye hai woh khafa, begane bewafa Jaane kyun saare woh chaahato ke pal kho gaye, jane kyun.