Kuch baatein, unkahi, Dil mein dabi reh jaati hain Jo kabhi tapish, kabhi khalish Aur kabhi ghutan bankar Hamesha sataati hain Isiliye jo kehna hain kehdo warna Yeh ankanhi, yaadein bankar Tamam umra tumhara peechha karegi
Iltejha kaise tumhe ab Iss dil ki main sunau Tumse kyon ijhaare dil Mein bayaa karte karte reh jaoo Uss unkahi ne bhi kaha tha Mujhe tumse milke yeh kehna hain mujhe tumse Mujhe tumse milke yeh kehna hain mujhe tumse
Chaha tumhe hain khud se bhi jyada Aaj tumhe hain batana Dil mein yu aana aake na jaana Pyaar sada hi tum nibhana
Pyaar ki yeh roshni bas muhjpe tum ab lutaao Aaine ki tarah aake tum aks me ab ban jaao Uss ankahi ne bhi kaha tha Mujhe tumse milke yeh kehna hain mujhe tumse Mujhe tumse milke yeh kehna hain mujhe tumse
Chehra tumhara yu jhilmilaya Dil ye mera muskuraya Aankhon ne jabse khwaab sajaya Kuch bhi najar phir na aaya Intehaa ab ho gayi is dil ko Toh aashiyana muntajar kabse hu Yeh kasak meri jaye jaye na
Iltejha kaise tumhe ab is dil ki mein sunaoon Tum se kyu izhaare dil Main bayaa karte karte reh jaoon Uss unkahi ne bhi kaha tha Mujhe tumse milke yeh kehna hain mujhe tumse Mujhe tumse milke yeh kehna hain mujhe tumse...