Sapna jahan dastak na de Chokat thi woh aakhein meri Baaton se thi tadad mein Khamoshiyan jyada meri Jabse pade teri kadam Chalne lagi duniya meri
Mere dil mein jagah Khuda ki khali thi Dekha waha pe aaj tera chera hai Main bhatak tha hua sa ek badal hoon Jo tere aasmaan pe aake thehra hai
Tu rooh hai toh main kaya bannu Tha umar mein tera saaya bannu Kehde toh ban jaun beraag main Kehde toh main teri maaya bannu Tu saaz hai main raagini Tu raat hai main chandini
Mere dil mein jagah Khuda ki khali thi Dekha waha pe aaj tera chera hai Main bhatak tha hua sa ek badal hoon Jo tere aasmaan pe aake thehra hai
Hum pe sitaaron ka ehsaan ho Pura adhura har armaan ho Ek dusre se jo bande humein Baahon mein nanhi si ik jaan ho Aabad ho chota sa ghar Lagna sakhe kissi ke nazar