Mann bhanwar uthe, Tan Sihar uthe Jab Khabar uthe, Ke aave singham
Na Agar chale, Na Magar chale Bas kehar chale, Jab aave singham
Buron ko kheec, Ke kheech ke Dhool dhabeech ke, Lehpath pad jaaye Bhalon ko kheench Ke kheench ke Baahon me bheench ke Jhappi mil jaaye
Na kisi se ye kam, Bolo isme hai dum Narsingh hai Ye singham
Mann bhanwar uthe, Tan Sihar uthe Jab Khabar uthe, Ke aave singham
Na agar chale, Na magar chale Bas kehar chale, Jab aave singham
Dil toh sacha hai, Iss dil mein rakh loon [dil mein rakh loon] Sapna acha hai, Palkon se dhaklo
Dil vil se hai toh yeh, Ik bacha Shararat karta hi phire, Gar kabhi samjhe Isko koi kacha, Ghusa hi mile Taaza hai hawa, Ka yeh jhonkan Yahan wahan behta hi phire Gar kabhi iska, Raasta roka Toofan sar chade
Buron ko kheech Ke kheech ke Dhool dhabeech ke, Lehpath pad jaaye Bhalon ko kheench Ke kheench ke Baahon me bheench ke, Jhappi mil jaaye
Na kisi se ye kam, Bolo isme hai dum Narsingh hai Ye singham
Mann bhanwar uthe, Tan Sihar uthe Jab Khabar uthe, Ke aave singham
Yeh na satka hai, Raste se kathor Tagdaa jhatka hai, Dum hai toh chakhlo
Atrangi hai, Josh mein chalta Bahoon mein, Bijli si chale Bisri toh shola shola, Dushman toh Rakh mein jaa mile, Jaise koi sher Sehra mein chalta, Saara jag Raundtaa chale, Yaroon bus ladhne Ka ise chaska, Parbat se bhide
Buron ko kheech, Ke kheech ke Dhool dhabeech ke, Lehpath pad jaaye Bhalon ko kheench, Ke kheench ke Baahon me bheench ke, Jhappi mil jaaye
Na kisi se ye kam, Bolo isme hai dum Narsingh hai Ye singham
Mann bhanwar uthe, Tan Sihar uthe Jab Khabar uthe, Ke aave singham