Duniya mein, logon ko Dhokha kabhi ho jaata hai Aankhon hi, aankhon mein Yaaron ka dil kho jaata hai Duniya mein, logon ko Dhokha kabhi ho jaata hai Aankhon hi, aankhon mein Yaaron ka dil kho jaata hai
Do dil, dono jawan Aankhon ka hai yeh beyaan Dono ke darmiyaan, koi bhi ho na yahan Parda parda haan parda parda haan apno se kaisa parda Parda parda haan parda parda haan apno se kaisa parda Monica O my darling O Monica O my darling
Dilbar ki fitrat mein, dhoka bhi hai aur chahat bhi Jaan jaaye toh jaaye, sochun kyun jab maine ulfat ki Haye Dilbar ki fitrat mein, dhoka bhi hai aur chahat bhi Jaan jaaye toh jaaye, sochun kyun jab maine ulfat ki Jaaye bhi toh kahan, dushman hai saara jahan Jispe bhi ho gumaar, kehna tu uska yahan Parda parda haan parda parda haan apno se kaisa parda Parda parda haan parda parda haan apno se kaisa parda Monica O my darling O Monica O my darling
Woh aa gaya, dekho dekho woh aa gaya
Hulchul si har pal hai, betaab apni jawani hai Beakal main beakal tu, bedard dil ki kahani hai Haye hulchul si har pal hai, betaab apni jawani hai Beakal main beakal tu, bedard dil ki kahani hai Uthe toh jaise dhua, yeh dil hai tera pataa Aaja rehle yahan, jaayega ab tu kahan Parda parda haan parda parda haan apno se kaisa parda Parda parda haan parda parda haan apno se kaisa parda Monica O my darling O Monica O my darling