( Yeh Jo Des Hai Tera, Swades Hai Tera Tujhe Hai Pukara.... Yeh Woh Bandhan Hai Jo Kabhi Toot Nahin Sakta )...(2)
Mitti Ki Hai Jo Khushboo, Tu Kaise Bhulayega Tu Chahe Kahin JaYeh, Tu Laut Ke Aayega Nayee-Nayee Rahon Mein, Dabi-Dabi Aahon Mein Khoyeh-Khoyeh Dil Se Tere Koi yeh Kahega Yeh Jo Des Hai Tera, Swades Hai Tera Tujhe Hai Pukara.... Yeh Woh Bandhan Hai Jo Kabhi Toot Nahin Sakta
Tujhse Zindagi Hai Yeh Kah Rahi Sab To Pa Liya, Ab Hai Kya Kami Yun To Sare Sukh Hai Barse, Par Door Tu Hai Apne Ghar Se Aa Laut Chal Tu Ab Deewane, Jahan Koi To Tujhe Apna Mane Aawaz De Tujhe Bulane, Wohi Des Yeh Jo Des Hai Tera, Swades Hai Tera Tujhe Hai Pukara.... Yeh Woh Bandhan Hai Jo Kabhi Toot Nahin Sakta
Yeh Pal Hai wohi, Jismein Hain Chhupi Poori Ik Sadi, Sari Zindagi Tu Na Pooch Raaste Mein Kahe, Aaye Hain Is Tarah Dorahe Tu Hi To Hai Raah Jo Sujhayeh, Tu Hi To Hai Ab Jo Yeh Batayeh JaYeh To Kis Disha Mein Jayeh, Wohi Des Yeh Jo Des Hai Tera, Swades Hai Tera Tujhe Hai Pukara.... Yeh Woh Bandhan Hai Jo Kabhi Toot Nahin Sakta -