O Sathi Mere.. Haathon mein tere Haathon ki ab girhaa di aise Ki toote ye kabhi naa (x2)
Chal na kahin sapno ke gaaon re Chhoote na phir bhi dharti se paaon re Aag aur paani se phir likh de woh waade saare Saath hi me roye hanse sang dhoop chaaon re Aag aur paani se phir likh de woh waade saare Saath hi me roye hanse sang dhoop chaaon re
O Sathi Mere.. Haathon mein tere Haathon ki ab girhaa di aise Ki toote ye kabhi naa
Hum jo bikhre kabhi Tumse jo hum udhde kahin Bun le na phir se har dhaaga Hum toh adhoore yahaan Tum bhi magar poore kahaan Karle adhoorepan ko hum aadha Jo abhi humaara ho meetha ho ya khaara ho Aao na kar le hum sab saajha
O Sathi Mere.. Haathon mein tere Haathon ki ab girhaa di aise Ki toote ye kabhi naa
Gehri andheri ya ujle savere hon Ye saare toh hain tum se hi Aankh mein teri-meri utre ik saath hi Din ho patjhar ke raatein ya phoolon ke Kitna bhi hum roothe par baat karein sathi Mausam mausam yunhi saath chalenge hum Lambi inn raahon mein ya phoonk ke paahon se rakhenge paaon pe tere marham
Aao miley hum iss tarah Aaye na kabhi virah Hum se main na ho riha Humdum tum hi ho, hardum tum hi ho Ab hai yehi duaa...
Saathi re umr ke salvat bhi saath tahenge hum God mein leke sar se chandi chunenge hum Marna mar saathi barsaat jeeyenge hum
O sathi mere Haathon mein tere Haathon ki ab girhaa di aise Ki toote ye kabhi naa
Chal na kahin sapno ke gaaon re Chhoote na phir bhi dharti se paaon re Aag aur paani se phir likh de woh waade saare Saath hi me roye hanse sang dhoop chaaon re Aag aur paani se phir likh de woh waade saare Saath hi me roye hanse sang dhoop chaaon re
O sathi mere Haathon mein tere Haathon ki ab girhaa di aise Ki toote ye kabhi naa kabhi naa...