Гуру Песен Популярное
А Б В Г Д Е Ж З И К Л М Н О П Р С Т У Ф Х Ц Ч Ш Э Ю Я
# A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z

TE3N (2016) / Vishal Dadlani - 04 Grahan | Текст песни

Khushi
ke jaltein sooraj ko,

Sukoon
ke ujhale ghumbaz ko,
Buri
nazaro ka nighal gaya grahan.
Ashar
thi uski saazish mein,
Jo
saiyaro ki gardish mein,
Zaher
ki tarha thaher gaya grahan.
Khushi
ke jaltein sooraj ko,
Sukoon
ke ujhale ghumbaz ko,
Buri
nazaro ka nighal gaya grahan.
Woh
aafat hi kuch aisi thi,
Ki
fitrat dhi-makh jaisi thi,
Jo
til, til karke utar gaya grahan.
Nazaro
ki aage dhwandh hai,
Sab
darwaze bandh hain,
Jootha
lage har dilasa…
Haaf
rahi aawaaz hai,
Pardein
ke pichhe raaz hai,
Hota
nahi kyun khulasa.
Muskurahat
sehmi hain
Gham
ki gaihma ghemi hain
Duaaen
saari nikali kyun bewafaa.
Raat
katti karwat mein,
Aansu
chhupa ke silwat mein,
Subhaah
ki kirane bhi lagti hai khafa.
Qayamat
bhar ke daman mein,
Kisi
ke ghar ke aangan mein,
Qeher
ki tarha utar gaya grahan.
Nazaron
ki aage dhvandh hain
Sab
darwaze bandh hain
Jootha
lage har dilasaa…
Haaf
rahi aawaaz hai,
Pardein
ke pichhe raaz hai,
Hota
nahi kyun khulasaa…

TE3N (2016) / Vishal Dadlani еще тексты


Видео
Нет видео
-
Оценка текста
Статистика страницы на pesni.guru ▼
Просмотров сегодня: 1