ho teri aankhon ka qaidi hoon mohabbat kaam hai mera hoon aashiq yeh khataa meri ki Javed naam hai mera
arre tu hosh mein aaja ke jo bhi naam hai tera nahi maaloom hai tujhko ki kya anjaam hai tera tu yeh bhi bhool jayega ki Javed naam hai tera
(uske banaaye har haseen chehre se ishq karna hai uske banaaye har haseen chehre se ishq karna hai aakhir marne ke baad kal ussko muh bhi toh dikhana hai)
teri aankhon ka qaidi hoon mohabbat kaam hai mera hoon aashiq yeh khataa meri ki Javed naam hai mera
teri aankhon ka kaidi hoon mohabbat kaam hai mera hoon aashiq yeh khata meri ki javed naam hai mera
arre tu hosh mein aaja ke jo bhi naam hai tera nahi maaloom hai tujhko ki kya anjaam hai tera tu yeh bhi bhool jayega ki Javed naam hai tera
arre aake aazma le hamein… haan aake aazma le hamein ho jayegi aashiq tu
humse pyaar karle tu humse pyaar karle tu humse pyaar humse pyaar giraftaar karle tu
humse pyaar karle tu humse pyaar karle tu humse pyaar humse pyaar giraftaar karle tu
humse pyaar karle tu humse pyaar karle tu
nasha karta hoon aankhon se haseeno ka nashedhi hoon bina chhue hi peeta hoon main thodi cheez tedhi hoon main thodi cheez tedhi hoon
main thodi, cheez tedhi hoon main thodi cheez tedhi hoon
ho meri nazron ke qaidi ki zamaanat bhi nahi hoti jo dil hum todh de unki marammat bhi nahi hoti marammat bhi nahi hoti marammat bhi nahi hoti
gunaahon ka ye mausam hai hai besharmi ki rut aayi
gunaahon ka ye mausam hai hai besharmi ki rut aayi sharafat dheere se boli lo ho ke main bhi dhoot aayi
arre aake aazma le hamein ho jayegi aashiq tu humse … ohh humse humse pyaar karle tu giraftaar karle tu humse pyaar karle tu humse pyaar karle tu humse …
chalo maana tu mere ishq mein paagal dewana hai… chalo maana teri hasrat mere aur paas aana hai…
magar ye maan lun kaise tera iqraar sachcha hai mujhe kaise yakeen aaye ke tera pyaar sachcha hai
tera pyaar sachcha hai tera pyaar sachcha hai
tu qatil hai to aa jana mujhe bhi qatl kar de tu tu zaalim hai to aa jana mujhe bhi zakhm de de tu
hai tera husn gar talwaar to le pesh seena hai magar seene ke andar bhi dhadakta ik nageena hai
dhadakta ik nageena hai dhadakta ik nageena hai
ho bachaa ke rakh tu ye jazba… ke tere kaam aayenge
bachaa ke rakh tu ye jazba to tere kaam aayenge jo tu bhi pi sake mehfil mein wo bhi jaam aayenge…
haan aake aazma le hamein ho jayegi aashiq tu humse … ohh humse humse pyaar karle tu giraftaar karle tu humse pyaar karle tu humse pyaar karle tu humse pyaar karle tu giraftaar karle tu humse pyaar karle tu