Dard dilon ke kam ho jaate Main aur Tum agar hum ho jaate Main aur Tum agar hum ho jaate
Kitne haseen aalam ho jaate Main aur Tum gar Hum ho jate Main aur Tum gar Hum ho jate
Dard dilo ke kam ho jaate Main aur Tum gar hum ho jaate Main aur Tum gar hum ho jaate
Kitne haseen aalam ho jaate Main aur Tum gar Hum ho jaate Main aur Tum gar Hum ho jaate
Tere bina na aaye sukoon Naa aaye qaraar mujhe Door wo saare bharam ho jaate Main aur Tum gar Hum ho jate Main aur Tum gar Hum ho jate
Ishq adhoora duniya adhoori Khwahish meri kardo na poori Dil toh yehi chaahe Tera aur Mera ho jaaye muqammal ye afsaana Har mushqil aasaan ho jaati Main aur Tum gar Hum ho jate
Kitne haseen aalam ho jaate Main aur Tum gar Hum ho jaate Main aur Tum gar Hum ho jaate
Baaqi nahi kuch par dil na maane Dil ki baate dil hi jaane Hum dono kahin pe mil jaayenge ik din Inn ummeedon pe hi main hoon zinda Har manzil haasil ho jaati Main aur Tum gar Hum ho jate
Kitne haseen aalam ho jaate Main aur Tum gar Hum ho jaate Main aur Tum gar Hum ho jaate
Dard dilon ke kam ho jaate Main aur Tum gar hum ho jaate Main aur Tum gar hum ho jaate