Samunder ki lehre, Apni saron pe jhak ke, Taaj sajaye, Itlati huyee, Sahilon ki taraf, Badhti hai.. Sahilon par chataane hai, Lehre chaknachur ho jati hai, Aksar, sapne bhi, sachhaiyon se, takrake yuhi, tutte hai, Magar dil woh kambakht hai, ke phir bhi Ummeed karta hai, Shayad Kabhie, shayad kahin..
Sagar se bhi gehri hai tanhaaiyan raat se bhi kali gham ki parchaiyan, Dhoond ti hun tumhe khoye najane ho tum kahaan tum kahaan tumho kahaan, Sagar se bhi gehri hai tanhaaiyan raat se bhi kali gham ki parchaiyan, Dhoond ti hun tumhe khoye najane ho tum kahaan tum kahaan tumho kahaan,
Suni suni hai suni suni hai sapno ki ye wadiyan, suna suna hai, suna suna hai armano ka ye jahaan, Suni suni hai suni suni hai sapno ki ye wadiyan, suna suna hai, suna suna hai armano ka ye jahaan, Phaylaa hai inhawaon main jaise dhuwan tum ho kahaan, tum ho kahaan,
Khoi khoi hai khoi khoi hai dhadkan ki har dastan khoya khoya hai khoya khoya hai yadon ka har karwan, Khoi khoi hai khoi khoi hai dhadkan ki har dastan khoya khoya hai khoya khoya hai yadon ka har karwan, Hairaan hai yezamee aur ye asmaan tum kahaan tum ho kahaan,
Sagar se bhi gehri hai tanhaaiyan raat se bhi kali gham ki parchaiyan, Dhoond ti hun tumhe khoye najane ho tum kahaan tum kahaan tumho kahaan