aaja aaja piya ab toh aaja - 2
dekh to kaisi haalat hui hain
aake humko gale se laga ja - 2
tujhse milne ki chahat hui hain
aaja aaja piya ab toh aaja - 2
dekh to kaisi haalat hui hain
(kya batau tujhe kitna pyar kiya
har ghadi bas tera intejaar kiya ) - 2
chahe jaagi rahi chaahe soyi rahi
tere khwaabo khayalo mein khoi rahi
hoo ooo...
tujhse hoke judaa mere raja - 2
mujhpe kya kya qayamat hui hain
aaja aaja aaja aaja ho
Find More lyrics at www.sweetslyrics.com
aaja aaja piya ab toh aaja - 2
dekh to kaisi haalat hui hain
(tera sandesa jabse hain aaya sajan
ek ajab sa nasha mujhpe chaya sajan) - 2
ab to kaate se bhi waqt kat ta nahin
tera chehra nigahon se hat ta nahi
yeh khushi ki khabar sunke raja - 2
bekaraari mein raahat hui hain
aaja aaja aaja aaja ho
aaja aaja piya ab toh aaja - 2
dekh to kaisi haalat hui hain
aake humko gale se laga ja - 2
tujhse milne ki chahat hui hain
Другие названия этого текста
- Udit Narayan & Alka Yagnik - Aaja Aaja (0)
- (Barsaat / И прольется дождь) - Aaja Aaja (0)
- 16 - 2 тур (0)
- Индийские песни - Aaja Aaja (0)
- ﻉxCℓuSι√ - Barsaat / И прольется дождь - Aaja Aaja (0)
- Udit Narayan & Alka Yagnik - Aaja Aaja (0)
- mOYO.fm - Aaja Aaja (0)
Статистика страницы на pesni.guru ▼
Просмотров сегодня: 1