Unse pooche kya hain mohabbat Dekhe woh kya kehte hain Unse pooche kya hain mohabbat Dekhe woh kya kehte hain Har khwaahish ke do sau khwaab Dekhe woh kya kehte hain Unse pooche Ha unse pooche kya hain mohabbat Dekhe woh kya kehte hain Har khwaahish ke do sau khwaab Dekhe woh kya kehte hain Unse pooche
Makhmali ret pe chal rahe hain Armaan humare tere sahare Subah ki os bhi chu rahe hain Chalte sharare yeh lab tumhare Anpadh hain kitne maussam Bhi raste jo saare yeh bhule Unki nazar ki gum raahein Behkade jisko bhi chu le Humne aaisa socha hain Humne aaisa socha hain Dekhe woh kya kehte hain Unse pooche Unse pooche kya hain mohabbat Dekhe woh kya kehte hain Har khwaahish ke do sau Khwaab dekhe woh kya kehte hain Unse pooche
Katrane dhup ki so rahi hain Chehre pe banke zulfo se chanke Aasman toot ke mil raha hain Tumse aur humse haule se thamke Unko jo chu ke gujre hain Behti hawa ke yeh jhoke Khushbu se milne jaayenge Shayad yahan se yeh hoke Humne aaisa socha hain Humne aaisa socha hain Dekhe woh kya kehte hain Unse pooche Unse pooche kya hain mohabbat Dekhe woh kya kehte hain Har khwaahish ke do sau Khwaab dekhe woh kya kehte hain Unse pooche.