Не оставляйте любимых в беде Pyare Mohan, 2006 Har Pyare Ki Koi Radha(1)
Pyaar hai mohan ki bansi Pyaar jogan radha Pyaar bin sab suna suna Pyaar bin sab aadha Ho meraa dil bhi dil bhi Tera dil bhi dil bhi Is ka dil bhi us ka dil bhi Deewana pyaar kaa pyaar kaa
Har mohan ki koyi raadha Ha re bani hai iss sansaar me Iss sansaar me Har pyare ki koyi pyaari Ha re giregi usake pyaar me Usake pyaar me Mile naa jab tak Mile naa jab tak Naachenge naachenge Intzaar me Naachenge naachenge Intzaar me
Band aankhe hain magar Dekhata hu mai usse Har ghadi har wakt Abb sochata hu mai usse Usaki koyal si sada Har taraf sunata hu mai Usake sapane raat din Palko me bunata hu mai Usaki surat ek pal Khwaabo se hatati nahi Jindagi usake bina Tanha abb katati nahi Usake nagame bajate rehate Shaam saver abb Mann ke sitaar me Mann ke sitaar me Mile naa jab tak Mile naa jab tak Naachenge naachenge Intzaar me Naachenge naachenge Intzaar me
Aayegi jab samne Chum lunga pyaar se Haale dil keh dunga Mai uss divaane yaar se Paas mere aayegi Sunake meri daastaan Meri najaro se bhala Jaayegi bach ke kaha Pehle woh sharmaayegi Phir jara ghabraayegi Muskurakar phir mere Sine se lag jaayegi Aaj piye bin mai toh Palchhin jhum raha hu Usake khumaar me Usake khumaar me Har mohan ki koyi Radha ha re bani hai Iss sansaar me Iss sansaar me Mile naa jab tak Mile naa jab tak Naachenge naachenge Intzaar me Naachenge naachenge Intzaar me.