Aa.... Aa.... Aa.... Aa.... Aa.... Aa.. Aa.. Jo bandishein thi zamaane ki tod aaya hoon Main tere vaaste duniya ko chhod aaya hoon Aaya tere dar par diwaana -2 Aaya hoon aaya, aaya tera diwaana Aaya tere dar par diwaana -2 Tera diwaana, tera diwaana, tera diwaana Aaya tere dar par diwaana -2 Tera diwaana, (tera) Tera diwaana, (diwaana) Tera diwaana, tera Tera diwaana Tera diwaana, tera diwaana, tera diwaana Aaya tere dar par diwaana -2 Ye hai tera hi saudaayee, ye hai tera hi shahdaayee -2 Tere ishq mein hai isse mar jaana Aaya tere dar par diwaana -2 Aa.... Aa.... Aa...
Tera jalwa jo paaun, main har gham bhool jaaun Tera jalwa jo main paaun, main toh har gham bhool jaaun Ye aansoo jo hai behte, bas itna hai ye kehte Kahaan tu aur kahaan main, paraaya hoon yahaan main Aa... Karam itna agar ho, ki mujh par ik nazar ho Karam itna agar ho, ki mujh par ik nazar ho Jaan-o-dil vaar doon main, zindagi haar doon main Jaise shama pe marta hai parvaana Aaya tere dar par diwaana -2 Aaya aa...... Aa.... Aa.... Aaya tere dar par tera hi diwaana -2 Diwaana tera -5 Aa...... Diwaana tera -3 Aa...... Diwaana tera -3 Aaya tere dar par diwaana, diwaana, diwaana Aaya kis mod pe afsaana -6 (Aa........)
Aa...... Aa...... Aa...... Ye sitam ka rivaaj kyun hai, jaisa hai ye samaaj kyun hai Ye duniya ki hai rasmein, main hoon ab inke bas mein Ye jo duniya ki hai rasmein, main hoon ab inke hi bas mein Na poochho kya gila hai, mujhe gham kyun mila hai Tumhein main kya bataaun, mohabbat jurm hai kyun Koyi rota hai kyun, aisa hota hai kyun Kyun dil se har ek hai anjaana Aaya kis mod pe afsaana -2 Ye kis maahol mein ham hain, khushi ke bhes mein gham hain Kisse apna kahe kisse beghaana Aaya kis mod pe afsaana -2 Aa...... Aa...... Aaya kis mod pe mera afsaana -2 Afsaana mera -4 afsaana mera -2 Afsaana mera -3 afsaana mera -2 Afsaana mera -3 Aaya kis mod pe afsaana, afsaana, afsaana Aaya kis mod pe afsaana -4