Jaan le ki kismat ne baante hai raahon mein kaante hain Aur main bhi hu ziddi aaun kismat ke aade Naa roke rukun, tu gira main uthun Pinjre todkar failaunga main par Tujhme jitna hai zor tu laga le magar Hans ke kat jaayega, na jhukega ye sar
Jaan le ki kismat ne baante hai Raahon mein kaante hai.. Naa roke rukun tu gira, main uthun..
Regzaaron mein, aag hai jitni Hai lahu kholta mera inn ragon me phir bhi Khaaksaron ko, khaak hi kaafi Raas mujhko hai khamoshi meri
Bezubaan kab se main raha Begunaah sehta main raha Bezubaan kab se main raha Begunaah sehta main raha
Jaan le ki kismat ne baante hai Raahon mein kaante hai.. ki ki kismat ne baante hai Raahon mein kaante hai..
Sau sawaal hain Sau hai laanate Mere taraano pe Lagi hai kaalikhe
Laakh sapno ki Raakh haathon mein Sooni aankhon mein jalti umeed hai aakhri Na mila mauka, na mili maafi Kehdo kitni sazaa aur baaki
Bezubaan kab se main raha Begunaah sehta main raha Bezubaan kab se main raha Begunaah sehta main raha
Jaan le ki kismat ne baante hai Raahon mein kaante hai.. Main bhi hu ziddi aaun kismat ke aade Naa roke rukun tu gira main uthun Pinjre todkar failaunga main par Tujhme jitna hai zor tu laga le magar Hans ke kat jaayega, na jhukega ye sar