Veera..... Yeh sarrati sarrati raftaarein hain Aage bas manzil hai peeche hawayein hain
Veera..... Yeh sarrati sarrati raftaarein hain Aage bas manzil hai, peeche hawayein hain Tharrata tharrata ik toofaan jo chhoo ke jo guzre tto Tham jaati raahein hai
Veera.....Veera.....Veera..... Ziddi iraada hai koi Kismat ki ik jo na maane Jalta ik shola junoon ka Khole ujaalon ke khaane Raato'n ko cheere subah ki teerein Kaali zanjeerein tod ke hi bana dil naya
Waqt ne jaise (Ho..) Lamha chuna ho (ho..) Sare itihaaso pe jo choodega apna nisaan ho
Sarrati sarrati raftaarein hain Aage bas hai manzil peeche hawayein hain Veera..... Tharrata tharrata ik toofaan jo chhoo ke jo guzre tto Tham jaati raahein hain
Mushqil woh mushqil hi kya hai baazi jo jaan pe naa aaye Gir hai bhi gir hai kahaan hai aasani se khul jo jaaye
Khayalo mein bhi jo, mumkin nahi ho Wahi kar dikhana himmaton ki tto pehchaan hai Khud me khud hi ka kuch bhi kahaan hai Jaan bas wohi hai yaariyo'n pe jo kurbaan hai
Sarrati sarrati raftaarein hain Aage bas hai manzil peeche hawayein hain Veera.. Tharrata tharrata ik toofaan jo chhoo ke jo guzre tto Tham jaati raahein hain Veera.....