Veera..... Ye sarrati sarrati raftaarein hain Aage bas manzil hai peeche hawayein hain
Veera..... Ye sarrati sarrati raftaarein hain Aage bas hai manzil peeche hawayein hain Tharrata tharrata ik toofaan jo chhoo ke jo guzre tto Tham jaati raahein hain
Veera.....Veera.....Veera..... O Ik iraada hai koi khidmat ki ik jo naa maane Jalta ik shola junoon ka hai Gole ujaalon ke khaane Raato'n ko cheere subah ki teerein Kaali zanjeerein tod ke hi bana dil naya
Waqt ne jaise (Ho..) Lamha chuna ho (ho..) Sare itihaaso pe choodega apna nisaan ho
Sarrati sarrati raftaarein hain Aage bas hai manzil peeche hawayein hain Veera..... Tharrata tharrata ik toofaan jo chhoo ke jo guzre tto Tham jaati raahein hain
Mushqil woh mushqil hi kya hai baazi jo jaan pe naa aaye Dil hai dil kahaan hai aasani se khul jo jaaye
Khayalo mein bhi jo mumkin nahi ho Wahi kar dikhana hi hado'n ki tto pehchaan hai Khud me khud hi ka kuch bhi kahaan hai Jaan bas wohi hai yaariyo'n pe jo kurbaan hai
Sarrati sarrati raftaarein hain Aage bas hai manzil peeche hawayein hain Veera.. Tharrata tharrata ik toofaan jo chhoo ke jo guzre tto Tham jaati raahein hain Veera.....