bewafai ki saza maut se ziyada ho - 2 bewafaoon ko rab na chode (jaise tune mera dil toda aise koi tera dil bhi thode)- 2 bewafai ki saza mautse ziyada ho
jisane diye hai inn aankho ko aansu jisane loota mere dil ka chane vo bhi roye mere liye raantome vo bhi rahe ab sara din bechane jisane dikhaye mujhe ko lakho sapane jisane toda vo sapanoo ka ghar vo bhi mujhko yaad kare sapano mein meri taraha vo bhi rahe be ghar ab tujhe dard ho to dard se jada ho bewafaoo ko rab na chode (jaise tune mera dil toda aaise koi tera dil bhi thode)- 2 bewafai ki saza mautse ziyada ho
jisane kiya hai mujhko itana tanaaha jisane diye hai itane sare gum vo jab thakk dhunde sath kisi ka yaad kare vo mujhe ko aankha naam jisane bhulaye vo chahat ke vaade jisane mitaya mera dil se naam tute vaadon ki taraha vo tute vo bhi ek din vo jaye be naam ab tujhe zakham ho to zakham se jaada ho - 2 bewafaoo ko rab na chode (jaise tune mera dil toda aaise koi tera dil bhi thode)- 2