Aangan Hai Jaise Babul Ki Bagiya Bitiya Hai Jaise Babul Ki Chidiya Mere Babul Ki Bagiya Mein Khel Khilone Gudde Gudiya Mauj Manati Hukam Chali Bhayia Ki Kabhi Behan Ki Saathi Maa Thi Meri Saheli Yahan Main Ghar Ghar Kheli Yahan Main Ghar Ghar Kheli
Nazar Lage Na Iss Bagiya Ko Kajal Ka Lagaun Main Iss Ghar Ko Aur Maa Babul Ko Mann Me Roz Chupayun Mein Samajh Na Chaati Samajh Na Paati Kyun Duniya Ye Nazar Lagathi Dekh Ke Ye Swaran Haveli Yahan Main Ghar Ghar Kheli Yahan Main Ghar Ghar Kheli Yahan Ki Har Atkheli Yahan Main Ghar Ghar Kheli