Saanson ko jeene ka ishaara mil gaya
Dooba main tujh mein to kinaara mil gaya
Sanso ko jeene ka ishara mil gaya
Zindagi ka pata dobara mil gaya
Tu mila to Khuda ka sahaara mil gaya
Ghamzada ghamzada dil ye tha ghamzada
Bin tere, bin tere, dil ye tha ghamzada
Aaraam de tu mujhe, barson ka hoon main thaka
Palkon pe raatein liye, tere waaste main jaga
Mere har dard ki gehrai ko mehsoos karta hai tu
Teri aankhon se gham tera mujhe maaloom hone laga
Tu mila to khuda ka sahaara mil gaya
Tu mila to khudaa ka sahara mil gaya
Main raaz tujh se kahoon humraaz ban ja zara
Karni hai kuch gufatgoo alfaaz ban ja zara
Juda jab se hua, tere bina khamosh rehta hoon main
Labon ke paas aa, ab tu aawaaz ban ja zara
Tu mila to Khuda ka sahara mil gaya
Ghamzada ghamzada dil ye tha ghamzada
Bin tere, bin tere, dil ye tha ghamzada
Zid (2014) Sharib-Toshi & Arijit Singh еще тексты
Оценка текста
Статистика страницы на pesni.guru ▼
Просмотров сегодня: 1