ya ali reham ali ya ali yaar pe qurbaan hai sabhi ya ali madad ali ya ali yeh meri jaan yeh meri zindagi ishq pe haan mita doon luta doon main apani khudi yaar pe haan luta doon mita doon main yeh hasti ya ali reham ali ya ali yaar pe qurbaan hai sabhi ya ali madad ali ya ali yeh meri jaan yeh zindagi
mujhe kuch pal de qurbat ke fakiran teri chahat ke rahe bechain dil kab tak milen kuchh pal toh raahat ke chahat pe ishq pe haan mita doon luta doon main apani khudi yaar pe ha haan luta doon mita doon main yeh hasti ya ali reham ali ya ali yaar pe qurbaan hai sabhi ya ali madad ali ya ali yeh meri jaan yeh zindagi
bina tere na ek pal ho na bin tere kabhi kal ho yeh dil ban jaaye pathhar ka na ismein koi hulchul ho sanam pe haan ishq pe haan mita doon luta doon main apani khudi kasam se haan luta doon mita doon main yeh hastii ya ali reham ali ya ali yaar pe qurbaan hai sabhi ya ali madad ali ya ali yeh meri jaan yeh meri zindagi