Chunnari chunnari…chunnari chunnari… Chunnari chunnari…chunnari chunnari… Lalganj ke lalbad se lal chunariya layi Chunnari chunnari…chunnari chunnari… Lal rang mein daal daal ke lal lal rangvayi Chunnari chunnari…chunnari chunnari…
Aaja na chhule meri chunnari sanam Kuchh na main bolun tujhe meri qasam Aayi jawaani sar pe mere Tere pe kya karun jawaani pe reham haye Aaja na chhule meri chunnari sanam Kuchh na main bolun tujhe meri qasam Aayi jawaani sar pe mere Tere pe kya karun jawaani pe reham Aaja na chhule meri chunnari sanam Kuchh na main bolun tujhe meri qasam Chunnari chunnari…chunnari chunnari…
Chunnari chunnari…chunnari chunnari… Meri chunnari lal rang ki sharmaye ghabraye Tu jo daale is pe nazar yeh aur lal ho jaye Chunnari chunnari…chunnari chunnari…
Teri chunnari lipat lipat ke Paagal mujhe banaye Pehle se hi tadap raha tha Aur mujhe tadpaye Jaane tamanna kar na aise sitam Kuchh na maein bolun tujhe meri qasam Aayi jawaani sar pe mere Tere pe kya karun jawaani pe reham, haye Aaja na chhule meri chunnari sanam Kuchh na main bolun tujhe meri qasam Chunnari chunnari…chunnari chunnari…
Chikne chikne badan se tere Sar sar chunnari sarke Aisa lage ke bin badal Ambar pe bijli kadke Chunnari chunnari…chunnari chunnari…
Ji karta hai yeh bijli main Tujhpe aaj giraaoon Tujhko bhar loon bahon mein Yeh chunnari tujhe udhaoon Badhta hi jaye dard ho na khatam Kuchh na maein bolun tujhe meri qasam Ho aayi jawaani sar pe mere Tere pe kya karun jawaani pe reham haye
Aaja na chhule meri chunnari sanam Kuchh na main bolun tujhe meri qasam Aayi jawaani sar pe mere Tere pe kya karun jawaani pe reham haye Aaja na chhule meri chunnari sanam Kuchh na main bolun tujhe meri qasam Chunnari chunnari…chunnari chunnari…