Любовь не игрушка Pyaar Koi Khel Nahin 1999 Nazar Milte Hi
Pahli nazar mein dil Na jane kaise kho gaya Abhi abhi apna tha Paraya kaise ho gaya
Nazar milte hi aisa kya ho gaya Bataye koi pal mein ye kya ho gaya Ke aaj tak tha apna jo dil Kaise ho gaya paraya Nazar milte hi aisa kya ho gaya Bataye koi pal me ye kya ho gaya Ke aaj tak tha apna jo dil Kaise ho gaya paraya Hey nazar milte hi aisa kya ho gaya Bataye koi pal me ye kya ho gaya
Ye khel hai kya kis ko kabhi Na jane koi na pahchane Kabhi wo kahi mila bhi nahi Ke naam pata koi jane Ho gaya apna Dil me jo kabhi na Are ho gaya apna Dil me jo kabhi na aaya
Nazar milte hi aisa kya ho gaya Bataye koi pal mein ye kya ho gaya Ke aaj tak tha apna jo dil Kaise ho gaya paraya Nazar milte hi aisa kya ho gaya Bataye koi pal me ye kya ho gaya
Khuli nazro ka khwab hai ye Ajib hai pyar ka aalam Basant bina bahar khile Ke rang bharse bin mausam Anjana dilbar Aisa tan man par Anjana dilbar Aisa tan man par chhaya Hey nazar milte hi nazar milte hi Nazar milate hi aisa kya ho gaya Bataye koi pal mein ye kya ho gaya Nazar milate hi aisa kya ho gaya Bataye koi pal me ye kya ho gaya Ke aaj tak tha apna jo dil Kaise ho gaya paraya.