Kahin na kahin hai woh deewani Mujhse abhi hai anjaani Kahin na kahin hai woh deewani Mujhse abhi hai anjaani Oh aayegi kabhi to saamne woh Mera khwaab meri zindagaani Kahin na kahin hai woh deewana Mujhse abhi hai anjaana Oh aayega kabhi to saamne woh Khwaabo mein hai jiska aana jana Kahin na kahin hai woh deewana Mujhse abhi hai anjaana
Uske labo pe bikhri hai laali Khushboo hai uski sandali Mehki bahaare behke nazare Woh muskurake jab chali Haa aankhon mein kaajal zulfon mein badal Sab rang us mein hai chhupa Kahin na kahin hai woh deewana Mujhse abhi hai anjaana Oh aayega kabhi to saamne woh Khwaabo mein hai jiska aana jana Kahin na kahin hai woh deewana Mujhse abhi hai anjaana
Kya chaahti hoon kya sochti hoon Usko nahi hain kuch khabar Main rok loongi raahon mein usko Bach ke woh jaayega kidhar Jaagi na sooyi yaadon mein khoyi Ye kya mujhe ho gaya Kahin na kahin hai woh deewani Mujhse abhi hai anjaani Kahin na kahin hai woh deewana Mujhse abhi hai anjaana Oh aayegi kabhi to saamne woh Mera khwaab meri zindagaani.