Какая она, любовь? Ishq Vishk, 2003 Aankhon Ne Tumhari
Aankhon ne tumhari meethi baton ne Aankhon ne tumhari meethi baton ne Meri neend udayi mera chain churaya Sapna sajaya apna banaya Apna banake sapna sajake Chupke se sikhaya pyaar Dheere dheere is dil ka cheena hai karaar Dheere dheere is dil ka cheena hai karaar Aankhon ne tumhari meethi baton ne Aankhon ne tumhari meethi baton ne Meri neend udayi mera chain churaya Sapna sajaya apna banaya Apna banake sapna sajake Chupke se sikhaya pyaar Dheere dheere is dil ka cheena hai karaar Dheere dheere is dil ka cheena hai karaar
Deewana ishq ka main to hone laga Zulfon ki uth mein jana dhone laga Mera kehna na mane meri pyaas na jane Dhak dhak dhadke dil mera tadpe Rangeen safar mein aisi amar mein Dard utha pehli baar Dheere dheere is dil ka cheena hai karaar Dheere dheere is dil ka cheena hai karaar
Yaadon mein aaj kal kaatoon main raat din Jhoota sa jahan lagat hai tere bin Kya haal jiya ka main tujhse bataon Ek pal kahin main tujhe bhool na paaon Shaam savere dil ko mere rehta hai kyon interzar Dheere dheere is dil ka cheena hai karaar Dheere dheere is dil ka cheena hai karaar Aankhon ne tumhari meethi baton ne Aankhon ne tumhari meethi baton ne Meri neend udayi mera chain churaya Sapna sajaya apna banaya Apna banake sapna sajake Chupke se sikhaya pyaar Dheere dheere is dil ka cheena hai karaar Dheere dheere is dil ka cheena hai karaar.