Подставленный Gundaraj, 1995 Dhadke Dhadke Mera Dil
Hum tumhe karte rahe Koi hum sabak na rahe Hum jalte hai tum par Kisi ka hak na rahe Dhadke dhadke haye dhadke dhadke Dhadke dhadke mera dil dil deewana Kisi se mujhe pyar ho gaya haye Kisi se mujhe pyar ho gaya Jo bhi chaahe ha jo bhi chaahe Jo bhio chaahe karle zamana Kisi se mujhe pyar ho gaya haye Kisi se mujhe pyar ho gaya Dhadke dhadke haye Dhadke dhadke mera dil dil deewana Kisi se mujhe pyar ho gaya haye Kisi se mujhe pyar ho gaya Jo bhi chaahe ha jo bhi chaahe Jo bhio chaahe karle zamana Kisi se mujhe pyar ho gaya haye Kisi se mujhe pyar ho gaya
Sunau tumhe baat ek shyam ki Ke wo shyam thi pyar ke naam ki Padi ke ladki par meri nazar Kiya usne chori mera dil jigar Wo kajal bhari jadui do nighahe Jinhone bhuladi mujhe apni raahe Use dekh kar dil deewana hua Main uski taraf phir ravana hua Kaha maine jhuk kar yeh najani Na dekha khabhi tere jaisa hasi Izazat ho to tujhko dil mein rakhu Main tujhse kuch itni mohabbat karu Tu chahat ki aisi devi bane Har aashiq teri aake pooja kare Aam kardu haye Aam kardu main dil ka fasana Kisi se mujhe pyar ho gaya haye Kisi se mujhe pyar ho gaya Jo bhi chaahe ha jo bhi chaahe Jo bhio chaahe karle zamana Kisi se mujhe pyar ho gaya haye Kisi se mujhe pyar ho gaya
Sunau tumhe baat ek shyam ki Ke wo shyam thi pyar ke naam ki Padi ek ladke par meri nazar Kiya usne chori mera dil jigar Use dekh kar main deewani huyi Badi bawli yeh jawani huyi Wo ek ladka bade nain wala Nughaho se jisne mera dil nikala Us dil ko usne kiya pyar itna Ke saato samundar mein paani hai jitna Kaha dil ne itni mohabbat karu main Ke din raat uski ibadat karu main Nighaho se utara wo yu dil mein mere Main karne lagi pooja shyam aur sawere Mujhko lagta hai Mujhko lagta hai jag yeh begana Kisi se mujhe pyar ho gaya haye Kisi se mujhe pyar ho gaya Dhadke dhadke haye Dhadke dhadke mera dil dil deewana Kisi se mujhe pyar ho gaya haye Kisi se mujhe pyar ho gaya Jo bhi chaahe ha Jo bhio chaahe karle zamana Kisi se mujhe pyar ho gaya haye Kisi se mujhe pyar ho gaya Hum tumhe karte rahe Koi hum sabak na rahe Hum jalte hai tum par Kisi ka hak na rahe.