Поездка в Лондон Yeh Hai Jalwa, 2002 Aankhen Pyari Hain
Aankhen Aankhen pyari hai baatein pyari hai Aankhen pyari hai baatein pyari hai Par sab se pyara tera dil hai Jo mere seene mein dhadakta hai Dhadakta hai Aankhen pyari hai baatein pyari hai Par sab se pyara tera dil hai Jo mere seene mein dhadakta Hai dhadakta hai
Mauka bhi hai mausam bhi hai Hai armaan masti bhare Hota hai jo ho jaane do hai Yeh haalat badle huve Mauka bhi hai mausam bhi hai Hai armaan masti bhare Hota hai jo ho jaane do hai Yeh haalat badle huve Tadapta hai mann mera Machalta hai tan mera Oh tere pyaar ka ek shola hai Jo mere seene mein bhadakta Hai bhadakta hai
Mushkil bada kehna hai Yeh meri saason mein tofaan hai Roko nahin kehdo sanam Tujhe qurbaan yeh jaan hai Mushkil bada kehna hai Yeh meri saason mein tofaan hai Roko nahin kehdo sanam Tujhe qurbaan yeh jaan hai Nahin tum bin ab guzara Mere dil ka tu sahara Nahin tum bin ab guzara Mere dil ka tu sahara Oh tere pyaar ka ek sawan hai Jo mere seene mein barasta hai Barasta hai Aankhen pyari hai baatein pyari hai Par sab se pyara tera dil hai Jo mere seene mein Dhadakta hai dhadakta hai.