После свадьбы Shaadi Karke Phas Gaya Yaar 2006 Taaron Ko Mohabbat Amber Se
Taaron ko mohabbat ambar se Phoolon ko mohabbat shabnam se Jaise dil ko mohabbat dilbar se Taaron ko mohabbat ambar se Phoolon ko mohabbat shabnam se Jaise dil ko mohabbat dilbar se
Humein aise mohabbat hai tum se Ab tum bhi kaho na kuch hum se
Sawan ko mohabbal badal se Aankhon ko mohabbat kajal se Peron ko mohabbat payal se Humein aise mohabbat hai tum se Humein aise mohabbat hai tum se
Koi nahi tha jiske liye hum Jaan apni dete, duniya lutaate Koi nahi tha nazron main apni Jisko sanam, apna banate
Sapnon ko mohabbat aankhon se Aankhon ko mohabbat raaton se Raaton ko mohabbat yaadon se Humein aise mohabbat hai tum se Humein aise mohabbat hai tum se
Sab kuch tha lekin saajan nahi tha Baadal hi dekhe saavan nahi tha Hum se shikayat karta tha yeh dil Surat mili thi darpan nahi tha
Haathon ko mohabbat kangan se Nathni ko mohabbat dulhan se Sanson ko mohabbat dhadkan se Hai aisi mohabbat saajan se Hai aisi mohabbat saajan se
Sawan ko mohabbal badal se Aankhon ko mohabbat kajal se Peron ko mohabbat payal se Humein aise mohabbat hai tum se Humein aise mohabbat hai tum se
Taaron ko mohabbat ambar se Phoolon ko mohabbat shabnam se Jaise dil ko mohabbat dilbar se Taaron ko mohabbat ambar se Phoolon ko mohabbat shabnam se Jaise dil ko mohabbat dilbar se Humein aise mohabbat hai tum se Humein aise mohabbat hai tum se Humein aise mohabbat hai tum se Humein aise mohabbat hai tum se.