Привет от брата-невидимки Hello Brother, 1999 Chupke Se Koi
Chupke se koi aayega Phir meri neend churaayega Phir saari raat jagaayega Yeh sochke dil ghabraaye mera, ho
O maine kyoon pyaar kiya Yeh dil beqaraar kiya O maine kyoon pyaar kiya Yeh dil beqaraar kiya
Mm, chupke se koi aayega Phir meri neend churaayega Phir saari raat jagaayega Yeh sochke dil ghabraaye mera, ho
O maine kyoon pyaar kiya Yeh dil beqaraar kiya O maine kyoon pyaar kiya Yeh dil beqaraar kiya Saanson mein ajab si pyaas jage Dil ko jo koi apna sa lage
Dekhe yeh zamaana pyaar mera Sach hota koi sapna sa lage Na jaane kya chaahat hai Yeh dil ki jo haalat hai Guzarti hai mujhpe kya, kaise kahoon
Ikraar bhi mushkil hone laga Inkaar bhi mushkil hone laga Ab chain bhi mera khone laga Yeh sochke dil ghabraaye mera, ho
O maine kyoon pyaar kiya Yeh dil beqaraar kiya O maine kyoon pyaar kiya Yeh dil beqaraar kiya Is dil mein chhupa toofaan koi Nikla na mera armaan koi
Ek pal bhi mujhe aaraam nahin Yeh jaan ke hai anjaan koi Deewani main ho jaaoon Ke yaadon mein kho jaaoon
Machalta hai dil mera, main kya karoon
Betaab si lagti har dhadkan Kab suljhegi aakhir yeh uljhan Kahin jaan na le le paagalpan Yeh sochke dil ghabraaye mera, ho Ho maine kyoon pyaar kiya Yeh dil beqaraar kiya Ho maine kyoon pyaar kiya Yeh dil beqaraar kiya
Aa, chupke se koi aayega Phir meri neend churaayega Phir saari raat jagaayega Yeh sochke dil ghabraaye mera, ho
O maine kyoon pyaar kiya Yeh dil beqaraar kiya O maine kyoon pyaar kiya Yeh dil beqaraar kiya.