Bhramha vishnu Hai maheshswara Jag ke kripa nidhan Ek bar phir dekh tu Ban kar ke insaan Vish peena aasam hai Aansu pee kar dekh Yaar se apne bichhad jaa Aur phir jee kar dekh
O duniya ke bhagwan bata Bhagwan mera kyu chhin liya Mere pyar ka dipak bujha diya Kyu jalta hai phir tera jiya O duniya ke bhagwan bata Bhagwan mera kyu chhin liya Mere pyar ka dipak bujha diya Kyu jalta hai phir tera jiya Kaha chhupa hai tu bhagwan Ek diya aur toofan Ek diya aur toofan
Mahendi ke badle haatho ko Zakhmo se tune lal kiya Sindur chhin ke khush hai tu Ke tune bada kamal kiya Mahendi ke badle haatho ko Zakhmo se tune lal kiya Sindur chhin ke khush hai tu Ke tune bada kamal kiya Doli to meri saji nahi Sukh ki sehnayi baji nahi Ek tuta darpan bana diya Dulhan ko jogan ban diya Sab jala diye armaan Ek diya aur toofan Ek diya aur toofan O duniya ke bhagwan bata Bhagwan mera kyu chhin liya Mere pyar ka dipak bujha diya Kyu jalta hai phir tera jiya
Pehle to khushiya deta hai Phir khushiyo se dar jayenge Patthar tu tera dil patthar Phir kyu ishwar kehlata hai Pehle to khushiya deta hai Phir khushiyo se dar jayenge Patthar tu tera dil patthar Phir kyu ishwar kehlata hai Angaaro pe aaj chalungi main Gar tujhse itna kahungi main Teri zidd hai to meri bhi zidd hai Mere amar ko paa ke rahungi main Tu isse chunauti mar Ek diya aur toofan Ek diya aur toofan O duniya ke bhagwan bata Bhagwan mera kyu chhin liya Mere pyar ka dipak bujha diya Kyu jalta hai phir tera jiya Kaha chhupa hai tu bhagwan Ek diya aur toofan Ek diya aur toofan Ek diya aur toofan Ek diya aur toofan Ek diya aur toofan Ek diya aur toofan.