Ты в моем сердце Ankhon Mein Tum Ho, 1997 Har Ek Muskurahat
La la la la la la la aah ha ha La la la la la la la aah ha ha
Har ek muskurahat muskan nahi hoti Nafrat ho ya mohabbat aasan nahi hoti Aansu khushi ke gham ke hote hai ek jaise Aansu khushi ke gham ke hote hai ek jaise In aansuo ki koi pehchan nahi hoti Han har ek muskurahat muskan nahi hoti Nafrat ho ya mohabbat aasan nahi hoti
Har bat hai wahi par Matlab badal gaye hai Dil dagmaga gaya tha par Ham sambhal gaye hai Aise bhi aate hai din jite hai log lekin Aise bhi aate hai din jite hai log lekin Hota hai aur sab kuch par jan nahi hoti Han har ek muskurahat muskan nahi hoti Nafrat ho ya mohabbat aasan nahi hoti
La la la la la la la aah ha ha La la la la la la la aah ha ha Hote hai is jahan mein chehre bhi ek jaise Ghunghat bhi ek jaise sehre bhi ek jaise Sab janti hai nazrein pehchanti hai nazrein Sab janti hai nazrein pehchanti hai nazrein Apni parayi surat anjan nahi hoti Ha har ek muskurahat muskan nahi hoti Nafrat ho ya mohabbat aasan nahi hoti
Kya cheez hai yeh dil bhi ho jaye jab akela Rehta hai sath iske yadon ka ek mela Duniya bhi chhut jaye har aas tut jaye Duniya bhi chhut jaye har aas tut jaye Mehfil kabhi yeh dil ki viran nahi hoti Aansu khushi ke gham ke hote hai ek jaise Aansu khushi ke gham ke hote hai ek jaise In aansuo ki koi pehchan nahi hoti Han har ek muskurahat muskan nahi hoti Nafrat ho ya mohabbat aasan nahi hoti.