Крутые братья Sapoot 1996 Kajal Kajal I - Downloaded From SongsPW.Com
Kajal kajal teri aankhon ka ye kajal Pagal pagal kar deta hai mujhe pagal Payal payal tere pairo ki ye payal Ghayal ghayal kar deti hai mujh ghayal Maine dil diya haye haye Tera dil liya haye haye Kya bura kiya haye maine dil diya Tera dil liya kya bura kiya
Kajal kajal meri aankhon ka ye kajal Pagal pagal kar deta hai tujhe pagal Payal payal mere pairo ki ye payal Ghayal ghayal kar deti hai tujh ghayal Maine dil diya haye haye Tera dil liya haye haye Kya bura kiya haye maine dil diya Tera dil liya kya bura kiya
Aankhon mein tere kala jo til hai Sadiyo purana ha mera wo dil hai Sabse juda hai teri adaye Tujhpe fida hai meri wafaye Tere liye janam jaan meri jaaye Bhukh bhi lage na neend bhi na aaye Tujhse ye puchhe mere nain sharmile Kis din honge gore haath mere peele Tune kuch kaha maine sun liya Maine sun liya maine chun liya Haye haye apna piya Haye haye kya bura kiya Haye maine chun liya Apna piya kya bura kiya
Sine mein mere bas tu hi tu hai Dhadkan hai dil ki ha tu meri ruh hai Tu mera dil hai mera jigar hai Tu samne hai tujhpe nazar hai Dhadke mera dil tere naam par Kahi dur le chal hath tham kar Aankhen mila ke tune mere dil ko jeeta Aankhon mein padh li maine prem ki geeta Pyar ka tohfa tan mann diya tan man diya Maine bun liya haye haye Sapna naya haye haye Kya bura kiya haye Maine bun liya sapna naya Kya bura kiya
Kajal kajal meri aankhon ka ye kajal Ghayal ghayal kar deta hai tujh ghayal Maine dil diya haye haye Tera dil liya haye haye Kya bura kiya haye maine dil diya Tera dil liya kya bura kiya
Kajal kajal teri aankhon ka ye kajal Pagal pagal kar deta hai mujhe pagal Payal payal tere pairo ki ye payal Ghayal ghayal kar deti hai mujh ghayal Maine dil diya haye haye Tera dil liya haye haye Kya bura kiya haye maine dil diya Tera dil liya kya bura kiya.