Гуру Песен Популярное
А Б В Г Д Е Ж З И К Л М Н О П Р С Т У Ф Х Ц Ч Ш Э Ю Я
# A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z

√ Амит Кумар & Джолли Мукхерджи - Танцуй, Говинда, танцуй Naach Govinda Naach, 1992 Hai Zamana Tera Deewana Mana - www.hotmentos.com | Текст песни

Main aa gaya
Aap sabka dost naam hain govinda
Go go vin vin da da govinda govinda

Hai zamana tera deewana mana
Hai zamana tera deewana mana
Hum kyaa hain tune nahi ab tak ye jaana
Saamne to aa kismein dam hain kyaa
Aaj hoga faisala ouu..
Hai zamana tera deewana mana
Hum kyaa hain tune nahi ab tak ye jaana
Saamne to aa kismein dam hain kyaa
Aaj hoga faisala

Hum jahan jahan gaye
Sab stag pe chha gaye
Are haa naach kar phir dilo ko
Phir nachane aa gaye
Hum sitaare hain
Hum sab se pyare hain
Hum sa koi kahan
Are aise naachenge
Aise gaayenge bolega ye jahan
Hai zamana tera deewana mana
Hum kyaa hain tune nahi ab tak ye jaana
Saamne to aa kismein dam hain kyaa
Aaj hoga faisala ouu
Hai zamana tera deewana mana

Ye soor mein taal jhara dekho
Onana haiyaaya onana haiyaaya
Us par ye chaal jara dekho
Onana haiyaaya onana haiya haiya
Mera kamaal jara dekho
Onana haiyaaya onana haiya haiya
Mehfil ka haal jara dekho
Onana haiyaaya onana haiya haiya
Hum jahan jahan gaye mehfil pe chha gaye
Are haan naach kar dilo ko phir
Nachane aa gaye
Unche bol na bol o tujhe samjhane aa gaye
Pyaar se badh ke kuch bhi nahi
Ye batane aa gaye
Pyaar se badh ke kuch bhi nahi
Ye batane aa gaye
Pyaar se badh ke kuch bhi nahi
Ye batane aa gaye
Onana haiyaaya onana haiya haiya
Onana haiyaaya onana haiya haiya.

Статистика страницы на pesni.guru ▼
Просмотров сегодня: 1
Видео
Нет видео
-