Игра со смертью Baazigar 1993 Yeh Kaali Kaali Aankhein
Ye kaali kaali aankhen Ye gore gore gaal Ye tikhi tikhi nazaren Yeh hirni jaisi chaal
Dekha jo tujhe jaanam Huaa hai boora haal
Main mila,tu mili Hai tu mili,main mila main mila Tu mili tu mili,main mila
Duniya jale to jale Pyaar karenge ,tujh pe marenge Dhak dhak dil yeh kare Uuf teri dillagi dil ko jalaane lagi Dilruba tu mujhe nakharen dikhaane lagi Gairon ki baahon mein ithlaake jaane lagi Ye teri pairon ki mujhko sataane lagi Chhodo ji chhodo sanam Zid apni chhodo sanam Naazuk hai dil yeh mera Dil ko na todo sanam
Ye lambi lambi raaten Aakhir le mulaaqaaten Jaane kyon dil yeh mera Tera hi hona chaahe Use maila naa kar Ye gore gore gaal
Na tu kar hath pat Kar byaah jatpat Meri aa ja tu diqqat Karte pyaar ka tikat Na tu zulfen jhatak Na tu pair patak Are aisa na matak Dil gaya hai beta Chehare pe tere sanam Laila ki hain shokhiyaan Hir se badhke hai Aankhon ki ye mastiyaan Juliet ki tarah hothon Pe hain surkhiyaan Dekh le khud ko Tu nazar se meri jaan-e-ja Dekhi jo teri adaa Main phida ho gaya Sine se lag ja zara Jine ka aaye maza
Ye bikhre bikhre zulfen Ye jhuki jhuki palke Ye gori gori baahen Ham kyon na tumhen chaahe Aisa to ham ne pehle Dekha nahin kamaal