Несколько слов о любви Dhaai Akshar Prem Ke, 2000 O Mere Rabba
(O Mere Rabba Dil Kyun Banaaya, Tanhaai Se Kyun Tadapana Sikhaaya) -2
Kaisi Hai Teri Khudaai, (Koyi Sune Na Duhaai Ho Gayi Kya Khata, Lut Gaye) - 2
O Mere Rabba Dil Kyun Banaaya, Tanhaai Se Kyun Tadapana Sikhaaya
Kaun Hai Dil Ke Paas Jo Dhadkane Sun Raha Dur Se Meri Maang Mein Chaandani Bun Raha
Bite Huye Lamhe Yaad Na Kar, Ai Ishq Hamein Barbaad Na Kar Ashkon Ke Samandar Sukh Gaye Abb Milne Ki Fariyaad Na Kar
Dard Ka Aalam Thehra, Dur Talak Hai Sehra Pyaar Ke Har Nishaan Mit Gaye Ho Gayi Kya Khata Lut Gaye
O Mere Rabba Dil Kyun Banaaya Tanhaai Se Kyun Tadapana Sikhaaya
Jism Toh Bejaan Hai Tere Bin, Tere Bin Roshani Se Hai Juda Mere Din, Mere Din
Dil Woh Nagar Hai Jo Basata Nahi Ujadake Pachhataayega Ya Rab Tu Yeh Basti Ujaadake Kabhi Ranjish Kabhi Shikave, Kabhi Mannat Kabhi Naale Kiya Na Ishq Tu Kaise Bhala Is Dard Ko Jaane
Chot Jigar Ne Khaayi, Honton Tak Aah Na Aayi Chaahaton Ke Diye Bujh Gaye Ho Gayi Kya Khata Lut Gaye
O Mere Rabba Dil Kyun Banaaya Tanhaai Se Kyun Tadapana Sikhaaya Kaisi Hai Teri Khudaai Koyi Sune Na Duhaai Ho Gayi Kya Khata, Lut Gaye - 2