У любви нет цены Awara Paagal Deewana, 2002 Yeh Tune Kya Kiya (not used in the film)
Yeh kasam badi hai har kasam se Bacha loonga tujhko har dard aur gham se Yeh tune kya kaha yeh maine kya suna Hamari dhadkanon se aa rahi yehi sada sanam Tujhe main apni zindagi banaloon In aankhon ke jharokho mein chupa loon Tujhe main apni zindagi banaloon In aankhon ke jharokho mein chupa loon Yeh kasam badi hai har kasam se Bacha loongi tujhko har dard aur gham se Yeh tune kya kaha yeh maine kya suna Hamari dhadkanon se aa rahi yehi sada sanam Tujhe main apni zindagi banaloon In aankhon ke jharokho mein chupa loon Tujhe main apni zindagi banaloon In aankhon ke jharokho mein chupa loon
Tumhaara mujhko aitbaar kyon hai Na jaane tumse itna pyaar kyon hai Main doonga pyaar ka imtehaan bhi Lutaunga tujhpe apni jaan bhi Yeh tune kya kaha yeh maine kya suna Hamari dhadkano se aa rahi yehi sada sanam Tujhe main apni zindagi banaloon In aankhon ke jharokho mein chupa loon Tujhe main apni zindagi banaloon In aankhon ke jharokho mein chupa loon
Yeh dil ka shisha tod to na doge Yeh haath mera chhod to na doge Nibhaoonga jo kiya tumse vaada Kabhi nahin badalta main irada Yeh tune kya kaha yeh maine kya suna Hamari dhadkano se aa rahi yehi sada sanam Tujhe main apni zindagi banaloon In aankhon ke jharokho mein chupa loon Tujhe main apni zindagi banaloon In aankhon ke jharokho mein chupa loon
Yeh kasam badi hai har kasam se Bacha loongi tujhko har dard aur gham se Yeh tune kya kaha yeh maine kya suna Hamari dhadkanon se aa rahi yehi sada sanam Tujhe main apni zindagi banaloon In aankhon ke jharokho mein chupa loon Tujhe main apni zindagi banaloon In aankhon ke jharokho mein chupa loon.